|
दुनिया के कोने कोने में दुनिया के कोने कोने में गूँज रहा येशु का नाम |
Duniya ke kone kone me Duniya ke kone kone me goonj raha yeshu ka naam
kaisa pyara yeshu ka naam
duniya me halleluyah - 2
khoon ki dhara beh rahi hai
suli se sare jahaan me
dholo tum apne paapo ko
paao tum shifa jahaa me
kaisa pyara yeshu ka naam
duniya me halleluyah -
aakash ke neeche, logo ke beeh me
koi doosra naam nahi hai -
kaisa pyara yeshu ka naam
duniya me halleluyah - 2
Duniya ke kone kone me...
|
Bookmark This Page
| Comments |
|
Only registered users can write comments!
Powered by !JoomlaComment 4.0alpha3





















